Kya Nabi ‎ﷺ ‏Ne Meraj Ki Raat Allah Ko dekha1⃣ ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Kya Nabi ﷺ Ne Meraj Ki Raat Allah Ko dekha 🥀*



*🅿art 01*

 *KYA ALLAH عزوجل KO DEKHNA MUMKIN HAI?*

```Aaye pehle ye jaan le k Deedar e Rabbul Aalamin عزوجل Mumkin hai ya nahi kyuki kaum e wahabiya sabse pahle bhagne ka raste yehi se shuru karti hai ye kehke hi bhagti hai k ALLAH عزوجل ko Dekhna mumki hi nahi par wo kehte hai ye ratta tota jamaat hai quran ki 02 04 ayat ratt marli kaum ko gumraah karne lage aaye iska jaiza hum Quran e Karim Aur Hadees e Nabvi ﷺ se le taaki haq aur wajeh hojaye k ALLAH عزوجل ko Dekhna Mumkin Hai Ya Mahaal Hai.```

🔥 *Wahabi Quran ki jis aayat ko bataur e dalil pesh karte hai wo hai*
☀ *Quran Ayat 01:*
❄ *لَا تُدْرِكُهُ الْأَبْصَارُ وَهُوَ يُدْرِكُ الْأَبْصَارَ ۖ وَهُوَ اللَّطِيفُ الْخَبِيرُ*
⚡ ```“Koi Aankh Uska Ehaata Nahi Kar Sakti Aur Har Aankh Uske Ehaate Me Hai”```
📘 *(Surah Anam Ayat 103)*

✨ ```Is aayat ko pesh karke wahabi kehte hai k ALLAH عزوجل ka deedar Mumkin Nahi Hai Halanki is aayat me ye saabit nahi hota k ALLAH عزوجل ka Deedar Namumkin Nahi Hai balki logo ki Salahiyat ki Nafi Kiya Hai k Logo ki Ankho Me Wo Idraak Nahi Hai Jo Allah عزوجل ki Tajjaliat ko Bardast Kar Sake.```

✨ ```To Phir Jiski Aankho Me ALLAH عزوجل wo Idraak Ata kare Uske liye jarur Mumkin Hai k Wo ALLAH عزوجل ka Deedar Kar Sake.```



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

वाकिआए में'राज 0️⃣1️⃣

क्याु हुज़ूर ‎ﷺ ‏ने खुदा का दीदार किया है ‎

शाने सिद्दिके अकबर*2️⃣2️⃣