Kya Nabi ‎ﷺ ‏Ne Meraj Ki Raat Allah Ko dekha ‎3⃣ ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



 *🥀 Kya Nabi ﷺ Ne Meraj Ki Raat Allah Ko Dekha 🥀*



*🅿art 03*

🌟 *Hakim Al Mustadrak me Hadees e Paak Hai Jisme Hai k Moosa alaehi salaam ne Tazaliat e Rabbani k Noor ka ek Halka sa Mushaida kiya jo Fakat Sabse choti Ungli k Nakhoon K Chote se Hisse k barabar hi jhalak dekhi aur Behosh hogaye.*

✨ ```Is aayat se ye pata chala k Allah Ta'ala ko Dekhna Mahaal Nahi Hai Aur Ambiya ki ye shaan nahi hai k ALLAH se Mahaal Chiz ka sawal aur ilteza bhi kare Agar Allah Chahe to Deedar karade ALLAH Ta'ala k Liye ye Namumkin Nahi Hai.Ab aaye ek aur Aayat e Mubarika Deedar E ALLAH Ta'ala K MUTTALIK taaki aur baat samajh aajaye```

❄ *وُجوهٌ يَومَئِذٍ ناضِرَةٌ*
❄ *إِلىٰ رَبِّها ناظِرَةٌ*
⚡ ```“Kuch Muh (Faces) Us Din Taro Taaza Honge Apne Rab Ko Dekhte”```
📘 *(Surah Qiyamah Ayat 22 - 23, Surah No 75)*

✨ ```Subhan Allah is aayat e Mubaraka se ye pata chala k Allah عزوجل ka Deedar Namumkin to nahi aur hadees e paak me bhi aata hai k Jannat me Musalman Apne Rab ka deedar karenge.```
 
⭐ *Alhamdullilah Ab iski taid me ek hadees e paak bhi kal ki post me aayegi.*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

वाकिआए में'राज 0️⃣1️⃣

क्याु हुज़ूर ‎ﷺ ‏ने खुदा का दीदार किया है ‎

शाने सिद्दिके अकबर*2️⃣2️⃣