Kya Nabi ‎ﷺ ‏Ne Meraj Ki Raat Allah Ko dekha ‎1⃣0⃣ ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



 *🥀 Kya Nabi ﷺ Ne Meraj Ki Raat Allah Ko Dekha 🥀*



*🔚 🅿art 10*

1⃣ ```Awwal to ye Jab Wakya E Meraj Huwa us wakt Umool Momineen Ayesha Siddika Radi Allaho Anha ki umr 04 baras ya 06 baras thi aur wo Nabi e Karim صلى الله عليه وسلم K Nikaah me bhi naa aayi to unhe is masle ka mukkamal ilm na tha aur agar baad me unhone ye bayan bhi kiya hai to ye Kaul e Umool Momineen Hai jiske baare me Aimma Fukaha ne likha hai k Umool Momineen jo na dekhne ki baat kahi hai wo is dunaya me rehte huwe na dekhne ki baat kahi hai par Hamare Nabi صلى الله عليه وسلم ne ALLAH عزوجل ko is dunya me nahi balki Laa Maka me apne Matho ki aankh se dekha hai.```

2⃣ ```Sanad pe behas Hazrat Ayesha Siddika Radiallahu Anha ka Kaul Bayan huwa hai Hazrat Masruq رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se Joke ek Tabai Hai. To Yaha Sanad (Chain) pahuchi Tabai se Sahabiya tak.```

⚠ *Chain : Hazrat Masruk رَضِیَ اللهُ عَنْهُ - > Ummol Momineen Ayesha Siddika Radi Allaho Anha Yaani Tabai se Sahabiya tak.*

3⃣ ```Hazrat Anas bin Malik رَضِیَ اللهُ عَنْهُ joke Khud Jalilul kadr sahabi hai unki rivayat hai direct Rasool Allah صلى الله عليه وسلم se Yaani ki Sanad Sahabi se Nabi e Karim صلى الله عليه وسلم tak pahuchi.```



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

वाकिआए में'राज 0️⃣1️⃣

क्याु हुज़ूर ‎ﷺ ‏ने खुदा का दीदार किया है ‎

शाने सिद्दिके अकबर*2️⃣2️⃣