Kya Nabi ‎ﷺ ‏Ne Meraj Ki Raat Allah Ko dekha ‎4⃣ ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



 *🥀 Kya Nabi ﷺ Ne Meraj Ki Raat Allah Ko dekha 🥀*



*🅿art 04*

🌟 *Hadees:*
⭐ ```”Hazrat Adi ibn Hateem رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se rivayat hai k Rasoolullah ﷺ ne farmaya Tum Me Se Har Koi Anqareeb Apne Rab se Kalam Karega is haal me koi Parda Na Hoga Tum Rab se Kalam Karoge aur Be Hisaab Deedar Bhi Karoge”```

📚 *References:*
📘 *(Sahi Bukhari, Vol : 03, Kitab No 97 Kitabut Tawheed, Hadees :7443)*
📘 *(Sunan ibn Majah, Kitabus Sunnah/Kitabul Mukaddamah, Hadees : 185)*
📘 *(Musnad E Ahmad Vol : 04, Pg : 360)*

❄ *Isi Tarah Allah عزوجل k deedar k Muttaliq Bahot si Hadees Shaheed Hai. Alhamdullilah In daleel se ye waazeh hua k ALLAH عزوجل ka Deedar Namumkin to Nahi jab ek Musalmaan behisaab Rab Ka Deedar karega to Kya Meraj Me Nabi e Karim ﷺ ne Rab ka deedar Na kiya hoga.*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

वाकिआए में'राज 0️⃣1️⃣

क्याु हुज़ूर ‎ﷺ ‏ने खुदा का दीदार किया है ‎

शाने सिद्दिके अकबर*2️⃣2️⃣