MERAAJ~E~MUSTAFAﷺ ‏AUR AQAID~E~AHLE SUNNAT ‎3⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 MERAAJ~E~MUSTAFAﷺ AUR AQAID~E~AHLE SUNNAT 🥀*



               *•🎼 PART- [ 03 ]•*
*_☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆_*

*_Meraj Kitni Baar Aur Kaise Huwi..._*

_*Shaikh Abdul Haq Muhaddis Dahelvi Rahmatullahi Aleh* Shara E Mishkat, Ashi'atul-Lamat Me Tehreer farmaate hai ki, *Huzoor ﷺ* ko Jaagte ki Halat Me Meraj Ek Baar Aur Sapne {KHWAB ME} Me Kayi Baar Meraj Huwi._

*_(📚Ashi'atul-Lamat, Jild: 04, Safah: 527)_*

_Zamhoor (majority) Ulema e Millat ka Sahi Mazhab yeh Hai ke *BA HALAAT E BEDARI JISM WA ROOH Ke SAATH MERAJ EK BAAR HUVI*_

_Jamhoor (Majority) Sahaba, Fukaha, *Sufiya e Kiram RaziAllahu Anhum Azmaeen* ka Yehi Mazhab Hai._

_*Allama Hazrat Mullah Ahmad Jivan Rahmatullahi* Aleh (Ustad e Badshah *Aurangzeb Aalamgir Rahmatullahi Aleh)* Ne Tehreer Farmaya Aur Sabse Zyada Sahi Kaul Ye Hai Meraj Halaat e Bedari, Jism wa Rooh Ke Saath Hui, Yehi *Ahle Sunnat Wa Jamaat Ka Mazhab Hai*_

_Lihaja Jo shaks kahe Meraj Fakat Khwab Me Hui ya Roohani Hui wo *Biddati, Gumraah, Gumraah Kun Wa Fasiq hai*_

*_(📚Tafseer Ul Quran fi Tafseer e Ahmad, Surah Bani Israel, Ayat-01, Safah : 505)_*


*_🔄 TO BE CONTINUE INSHA ALLAH🔜🔜💞_*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖ 



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

वाकिआए में'राज 0️⃣1️⃣

क्याु हुज़ूर ‎ﷺ ‏ने खुदा का दीदार किया है ‎

शाने सिद्दिके अकबर*2️⃣2️⃣