MERAAJ~E~MUSTAFAﷺ ‏AUR AQAID~E~AHLE SUNNAT ‎5⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 MERAAJ~E~MUSTAFAﷺ AUR AQAID~E~AHLE SUNNAT 🥀*



               *•🎼 PART- [ 05 ]•*
ღ꧁꧂ღ꧁꧂ღ꧁꧂ღ꧁꧂


*_Tamam Ambiya عليه اسلام Ki Imamat Baitul Mukaddas Me.._*

_Nabi e Karim ﷺ ki Aamad Baitul Mukkadas me Hui Jaha *Tamam Ambiya عليه اسلام* ko pehle se hi Jama kiya gaya tha. *Huzoor e Akram ﷺ* Ko dekh Sabne khushAamdeed Kaha aur Namaz k wakt sabne *Aap Huzoor ﷺ* ko Imamat ke Liye Aage hone ko Kaha Aur Phir *Jibrail E Ameen ne Aaqa ﷺ* ka Dast E Mubarak Pakad kar Aage Badha Diya Aur *Aap ﷺ* ne Tamam *Ambiya عليه اسلام* ki Imamat Farmayi_

*_(📚Sunan Nasai, Kitab No 05 Kitabus Salah, Baab: Faraiz E Salat Jild: 01, Safah : 81, Hadees : 448,_*

*_📚Imam Tabrani Al Majmaul Ausaat, Jild : 3, Safah : 160, Hadees : 3879)_*

_Imam Busairi Rahmatullahi Aleh farmate Hai Baitul Muqaddas Me Tamam *Ambiya Wa Rasool عليه اسلام* Ne Aapko Aage Kiya Jaise Makdoom Apne Khadimo Ke Aage Hote Hai._

*_Mere Imam AlaHazratرضي الله عنه iski Tashreeh karte hai_*

*_NAMAZ E AKSA ME YE THA YEHI SIRR, I’YAA HO MANIYE AWAAL AAKHIR ,_*

*_KI DAST BASTA HAI PICHE HAAZIR, JO SALTANAT AAGE KAR GAYE THE._*

*_🔄 TO BE CONTINUE INSHA ALLAH🔜🔜💞_*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

वाकिआए में'राज 0️⃣1️⃣

क्याु हुज़ूर ‎ﷺ ‏ने खुदा का दीदार किया है ‎

शाने सिद्दिके अकबर*2️⃣2️⃣